lab pe aatī hai duā ban ke tamannā merī

  1. Haath Mein Safar Ki Lakeer
  2. Hath Me Shadi Ki Lakeer
  3. Hath Me Safar Ki Lakeer

Kuldeepak ke abhav mein, vyarth hai daulat ki maya, Aaj bhikhari ban kar baba, sharan tumhari mein aaya18 De de mujhko putra-daan, mein rini rahoonga jivan bhar, Aur kisi ki aas na mujko, siraf bharosa hai tum per. 19 Anunaye-vinaye bahut ki usne, charano mein dhar ke sheesh, Tub prasana hokar baba ne, diya bhakta ko yeh aashish. 20.

  • Tou Rasool’Allah ne Surah Al-Jumu’a ki Aayat 4 tilawat ki aur farmaya: “Zalika Fazlullahi Yuti Hi Mayyashaha” (Yeh Allah Ka Fazl Hai Maal-O-Daulat Wo Jise Chahta Hai Ata Karta Hai) Sahih Bukhari, Vol 2, Hadith no. 843; Sahih Muslim, Book 004, Hadith no.
  • Pur gosht jisko hindi mein tond kehte hai ‘alamat n’emat wa daulat ki hai. Pet ka bada aur bila gosht hona muflisi wa mohtajgi ki ‘alamat hai. Hands (Haath) Agar dahina haath baye haath se bada ho to tahawwur (bebaak) aur shuja’t ki ‘alamat hai. Agar baya haath daahine haath se bada ho to ‘alamat bechaini wa bad dili ki hai.
  • Due to recently being featured on T.V., we cannot guarantee supply. As of Saturday, Monday, May 4, 2020 we currently have product IN STOCK and ship within 24 hours of.

zindagī bhar kare āshiq mirā sevā merī

sub.h se shaam talak ho ke magan gaatā rahe

merā āshiq mirī ulfat meñ bhajan gaatā rahe

yuuñ maiñ chamkūñ ki zamāne meñ añdherā ho jaa.e

koī lañgDā koī andhā koī luulā ho jaa.e

mere jalvoñ ko atā kar de vo qudrat yā-rab

merī nafrat ko bhī samjhe vo mohabbat yā-rab

merī fitrat ho amīroñ se mohabbat karnā

aur ġharīboñ sar-e-rāh marammat karnā

bhole-bhāloñ raqam ḳhuub khilānā mujh ko

mire allāh sagā.ī se bachānā mujh ko

hai muḳhtār har ik raaz yazdānī hai

duudh laane mire ghar meñ pareshānī hai

Hath Mein Daulat Ki Lakeer

peshgī mire darzī raqam bhī bhar de

Hath

vaqt paḌ jaa.e to daddy chilam bhī bhar de

apnī daulat mire haath meñ jholī de de

aisā āshiq nahīñ darkār jo golī de de

merā 'lachhman' ho devar mujhe maqdūr nahīñ

'rām' jaisā mirā shauhar ho ye manzūr nahīñ

jo pick-up kartā rahe pyaar bāñhoñ meñ mujhe

dekh saktā ho jo aġhyār bāñhoñ meñ mujhe

da.ave rakhtā na ho jo yaar patī hone

jazba rakhtā ho jo biivī pe satī hone

merī ulfat meñ use kar de pāgal maulā

maiñ kahūñ chaa.e to mañgvā de vo campa-cola

aa.ī āvāz-e-ḳhudāvand diye dete haiñ

dāḳhila terā J.N.U meñ kiye dete haiñ

lab pe aati hai dua ban ke tamanna meri

zindagi bhar kare aashiq mera sewa meri

subh se sham talak ho ke magan gata rahe

mera aashiq meri ulfat mein bhajan gata rahe

yun main chamkun ki zamane mein andhera ho jae

koi langDa koi andha koi lula ho jae

mere jalwon ko ata kar de wo qudrat ya-rab

meri nafrat ko bhi samjhe wo mohabbat ya-rab

meri fitrat ho amiron se mohabbat karna

aur gharibon ki sar-e-rah marammat karna

bhole-bhaalon ki raqam KHub khilana mujh ko

mere allah sagai se bachana mujh ko

Hath mein daulat ki lakeer in hindi

tu hai muKHtar har ek raaz ka yazdani hai

Hath me safar ki lakeer

dudh lane ki mere ghar mein pareshani hai

peshgi hi mere darzi ki raqam bhi bhar de

waqt paD jae to daddy ki chilam bhi bhar de

apni daulat ki mere hath mein jholi de de

aisa aashiq nahin darkar jo goli de de

mera 'lachhman' sa ho dewar mujhe maqdur nahin

'ram' jaisa mera shauhar ho ye manzur nahin

jo pick-up karta rahe pyar ki banhon mein mujhe

dekh sakta ho jo aghyar ki banhon mein mujhe

dawe rakhta na ho jo yar pati hone ka

jazba rakhta ho jo biwi pe sati hone ka

meri ulfat mein use kar de tu pagal maula

main kahun chae to mangwa de wo campa-cola

aai aawaz-e-KHudawand diye dete hain

daKHila tera JNU mein kiye dete hain

Source :
  • Book : kulliyat-e-saghar khyaamii (Pg. 110)
VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

Haath Mein Safar Ki Lakeer

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Hath Me Shadi Ki Lakeer

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

Hath Me Safar Ki Lakeer

OKAY